Painful Shayari For Lovers
41
ज़ख्म पे ज़ख्म, दर्द पे दर्द मिलते जा रहे हैं…
ऐ ज़िन्दगी इरादा क्या है तेरा???
Zakhm pe zakhm, dard pe dard milte jaa rahe hain…
Ae zindagi irada kya hai tera???
ऐ ज़िन्दगी इरादा क्या है तेरा???
Zakhm pe zakhm, dard pe dard milte jaa rahe hain…
Ae zindagi irada kya hai tera???

42
बर्बाद होने के तो और भी रास्ते थे,
ना जाने मुझे मोहब्बत का ही ख्याल क्यु आया…
Barbaad honey ke to Aur Bhi Raaste The,
Naa jane Mujhe Mohabbat Ka Hi Khayal Qyu Aya…
ना जाने मुझे मोहब्बत का ही ख्याल क्यु आया…
Barbaad honey ke to Aur Bhi Raaste The,
Naa jane Mujhe Mohabbat Ka Hi Khayal Qyu Aya…

43
तेरा मिलना अधूरा हादसा था…
बिछड़ जाना मुकम्मल अल्मिया है…
Tera MiLna Adhoora Haadsa tha…
Bichad jana MukammaL ALmiya hai…
बिछड़ जाना मुकम्मल अल्मिया है…
Tera MiLna Adhoora Haadsa tha…
Bichad jana MukammaL ALmiya hai…

44
क्या करोगे अब तुम मेरे पास आकर
खो दिया है तुमने मुझे बार-बार आजमाकर
Kya karoge ab tum mere paas aakar
Kho diya hai tumne mujhe bar-bar aazmakar
खो दिया है तुमने मुझे बार-बार आजमाकर
Kya karoge ab tum mere paas aakar
Kho diya hai tumne mujhe bar-bar aazmakar

45
सुकून और इश्क़, वह भी दोनों एक साथ,
रहने दो साहब कोई अक़्ल वाली बात करो..♥
Sukoon or ishq, woh bhi dono ek sath,
Rehne do saahab koi aql wali baat karo..♥
रहने दो साहब कोई अक़्ल वाली बात करो..♥
Sukoon or ishq, woh bhi dono ek sath,
Rehne do saahab koi aql wali baat karo..♥

46
नज़र और नसीब में भी क्या इत्तेफाक है यारों
नज़र उसे ही पसंद करती है जो नसीब में नहीं होता
Nazar aur naseeb mein bhi kya ittefaq hai yaaron
Nazar use hi pasand karti hai jo naseeb mein nahin hota
नज़र उसे ही पसंद करती है जो नसीब में नहीं होता
Nazar aur naseeb mein bhi kya ittefaq hai yaaron
Nazar use hi pasand karti hai jo naseeb mein nahin hota

47
वो तो अपने दर्द रो-रो कर सुनाते रहे
हमारी तन्हाइयों से आँखें चुराते रहे
और हमें बेवफ़ा का नाम मिला
क्योंकि हम हर दर्द मुस्कुरा कर छिपाते रहे
Wo to apne dard ro-ro kar sunate rahe
Hamari tanhaiyon se aankhein churate rahe
Aur hame bewafa ka naam mila
Kyonki hum har dard muskura kar chipaate rahe

48
मोहब्बत तो आज भी बेशुमार करते हैं तुम्हे
बस तुम्हे पाने की तमन्ना नहीं रही…
Mohabbat to aaj bhi beshumaar karte hain tumhe
Bas tumhe paane ki tamanna nahin rahi…
बस तुम्हे पाने की तमन्ना नहीं रही…
Mohabbat to aaj bhi beshumaar karte hain tumhe
Bas tumhe paane ki tamanna nahin rahi…

49
♥ हसरतें आज भी ख़त लिखती हैं मुझे,
पर मैं अब पुराने पते पर नहीं रहता ♥
♥ Hasratein aaj bhi khat likhti hain mujhe,
Par main ab purane pate par nahin rehta. ♥
पर मैं अब पुराने पते पर नहीं रहता ♥
♥ Hasratein aaj bhi khat likhti hain mujhe,
Par main ab purane pate par nahin rehta. ♥

50
एक आंसू भी गिरता है तो लोग हज़ारों सवाल पूछते हैं
ऐ बचपन ज़रा लौटकर आ मुझे खुल कर रोना है
Ek aansu bhi girta hai to log hazaron sawal poochte hain
Ae bachpan zara lautkar aa mujhe khul kar rona hai
ऐ बचपन ज़रा लौटकर आ मुझे खुल कर रोना है
Ek aansu bhi girta hai to log hazaron sawal poochte hain
Ae bachpan zara lautkar aa mujhe khul kar rona hai

Heart Touching Dard-Bhari Shayari
51
क्यों कहते हैं लोग के सोहबत का असर पड़ता है
मैं तो बेवफ़ाओं की महफ़िल में रह कर भी वफायें निभाता रहा…
Kyon Kehte Hain Log Ke Sohbat Ka Asar Padta Hai
Main To Bewafaon Ki Mehfil Mein Reh Kar Bhi Wafaien Nibhata raha…
मैं तो बेवफ़ाओं की महफ़िल में रह कर भी वफायें निभाता रहा…
Kyon Kehte Hain Log Ke Sohbat Ka Asar Padta Hai
Main To Bewafaon Ki Mehfil Mein Reh Kar Bhi Wafaien Nibhata raha…

52
मोहब्बत छोड़के हर एक जुर्म कर लेना
वरना तुम भी मुसाफिर बन जाओगे तनहा रातों के…!!!
Mohabbat chhodke har ek jurm kar lena
Warna tum bhi musafir ban jaoge tanha raaton ke…!!!
वरना तुम भी मुसाफिर बन जाओगे तनहा रातों के…!!!
Mohabbat chhodke har ek jurm kar lena
Warna tum bhi musafir ban jaoge tanha raaton ke…!!!

53
जब भी मिलो किसी से तो ज़रा दूर का रिश्ता रखना
बहुत तड़पाते हैं अक्सर सीने से लगाने वाले
Jab bhi milo kisi se to zara door ka rishta rakhna
Bahut tadpate hain aksar seene se lagane waale
बहुत तड़पाते हैं अक्सर सीने से लगाने वाले
Jab bhi milo kisi se to zara door ka rishta rakhna
Bahut tadpate hain aksar seene se lagane waale

54
सवाल ज़हर का नहीं था…वो तो मैं पी गया
तक़लीफ़ लोगों को तब हुई जब मैं ज़हर पी के भी जी गया
Sawal zeher ka nahin tha…wo to main pee gaya
Taqleef logon ko tab hui jab main zeher pee ke bhi jee gaya
तक़लीफ़ लोगों को तब हुई जब मैं ज़हर पी के भी जी गया
Sawal zeher ka nahin tha…wo to main pee gaya
Taqleef logon ko tab hui jab main zeher pee ke bhi jee gaya

55
कोई और इलज़ाम रह गया हो तो वो भी दे दो
हम तो पहले से ही बुरे थे अब थोड़े और सही
Koi aur ilzaam reh gaya ho to wo bhi de do
Hum to pehle se hi bure the ab thode aur sahi
हम तो पहले से ही बुरे थे अब थोड़े और सही
Koi aur ilzaam reh gaya ho to wo bhi de do
Hum to pehle se hi bure the ab thode aur sahi

56
जो चोट ज़िन्दगी देती है उस नासूर की दवा क्या है
इतनी सजा दी मेरे मौला आखिर मेरी खता क्या है
Jo chot zindagi deti hai us naasoor ki dawa kya hai
Itni saza di mere maula aakhir meri khata kya hai
इतनी सजा दी मेरे मौला आखिर मेरी खता क्या है
Jo chot zindagi deti hai us naasoor ki dawa kya hai
Itni saza di mere maula aakhir meri khata kya hai

57
तजुर्बे ने एक बात सिखाई है
नया दर्द ही पुराने दर्द की दवाई है
Tajurbe ne ek baat sikhai hai
Naya dard hi purane dard ki dawai hai
नया दर्द ही पुराने दर्द की दवाई है
Tajurbe ne ek baat sikhai hai
Naya dard hi purane dard ki dawai hai

58
कभी साथ बैठो तो कहूँ क्या दर्द है मेरा
अब तुम दूर से पूछोगे तो खैरियत ही कहूँगा न
Kabhi saath baitho to kahun kya dard hai mera
Ab tum door se puchoge to khairiyat hi kahunga na
अब तुम दूर से पूछोगे तो खैरियत ही कहूँगा न
Kabhi saath baitho to kahun kya dard hai mera
Ab tum door se puchoge to khairiyat hi kahunga na

59
एक बार फिर इश्क करेंगे हम,
अभी सिर्फ भरोसा उठा है…जनाज़ा नहीं…
Ek baar fir ishq karenge hum,
Abhi sirf bharosa utha hai…janaza nahin…
अभी सिर्फ भरोसा उठा है…जनाज़ा नहीं…
Ek baar fir ishq karenge hum,
Abhi sirf bharosa utha hai…janaza nahin…

60
आज परेशां हो तो कल सुकून भी आएगा
खुदा तो मेरा भी है आखिर कब तक रुलायेगा
Aaj pareshan hu to kal sukun bhi aayega
Khuda to mera bhi hai aakhir kab tak rulayega
खुदा तो मेरा भी है आखिर कब तक रुलायेगा
Aaj pareshan hu to kal sukun bhi aayega
Khuda to mera bhi hai aakhir kab tak rulayega